Pane ki khwahish nahi…
Par khone ka dar to hai..
Bayan na hoti alfazo se,
Wo tumse mohabbat jo hai….
Pane ki khwahish nahi…
Par khone ka dar to hai..
Bayan na hoti alfazo se,
Wo tumse mohabbat jo hai….
Kahi fark to wahi ho gya…
Sachai yun thi ki
Sath hai islie mohabbat hai
Aur ham samjhte rahe
Ki pyaar ho gya…
Wo kehte hai,
“Tum mujhe uski yad kyu dilati ho jo ab nahi hai… ”
Unhe kya pata…
Mai unhe nahi khud ko yaad dilati hu ki wo aaj bhi usi ke hai…
Palke mich jab kandhe pe tere so jaya karti hu….
Jaane anjane shayd kuch karib si aa jati hu…
Tum shayad samajh na paao,jo lafz bayaan nahi hoti…
Ab har Jazbat Ki Zubaan to nahi hoti……
For Complete one….
Visit:
Pyar ka kya hai wo to kabhi bhi ho jata hai…
Koi banjare aashiq kisi ki aankho me kho jata hai…
Ham dekhte hai sapne sajane ke sapne…
Aur koi hamdard hi neend se jaga jata hai…
Na jane kya irada tha unka ki,
Sareaam yun jazbaatoon ko nilaam kar dia..
Mohabbat v nhi ki,
Aur badnam v kar dia..